None of them
Intro
F G C
Haan haaaaaaa haan haaaaaa…………||
Verse 1
C G F G
Kya haseen sama tha wo tab ki hi baat hai
C G F G
Ye mujhe laga ki ye mera hi Khwaab hai
Dm G C
Tune mere haathon ko jo chua tha
F G C
Baatein teri tune ki thi bayan
Dm G C
Main aankhon mein teri dooba hua tha
F G C
Saari fikar meri thi tab dhuaan
Chorus
F G C
Main bawra sa hone laga hoon
F G C
Tu mera hissa jo ho gaya
Dm G C
Na hosh ab toh chahun zara bhi
F G C
Tere nashe me main jo Kho gaya
F G C
Haan haaaaaaa haan haaaaaa…………||
Verse 2
F G
Khamosh hothon se uljhi si aankhon se
C
Lo main batane lagi
F G
Bole bina kuch bhi ye ishq tumse hi
C
Haan main jatane lagi
Verse 3
F G C
Uljhi rahoon khwabon mein yunhi
F G C
Din na dhale kaash ye ab kabhi
F G C
Aankhein meri na juda ho rahi
F G C
Teri nazar se ye aise judi
Bridge
F G C
Mil hi gaye ham tum jaise kinare
F G C
Tere bina na ab aaram hai
Dm G C
Ye Umar hai baaki tere sahare
F G C
Tu aakhri lagta anjaam hai
Bridge
F G C Am
Main baawri si hone lagi hoon
F G C
Main tera hissa jo ho gayi
Em/F G C
Na hosh ab toh chahoon zara bhi
F G C Am
Tere nashe me main jo Kho gayi
Outro
F G C
Main bawra sa hone laga hoon
F G C
Tu mera hissa jo ho gaya
Dm G C
Na hosh ab toh chahun zara bhi
F G C
Tere nashe me main jo Kho gaya
If you can not find the chords or tabs you want, look at our partner E-chords. If you are a premium member, you have total access to our video lessons.
If you find a wrong Bad To Me from Kushagra, click the correct button above.