None of them
Intro
Em C D C Em
Maaloom hai naa hum jaanen tumko tumse zyada
Em C D C Em
Tumko mila hai woh saalon se jo bhi hai maanga
D GM7 Gsus4 Em
Kaise khilaunon ki ro-roke karte the maange
GM7 Gsus4 Em
Ik baar mil jaaye, do din mein hi bhool jaate
Em C D C Em
Lekin khilaunon ke dil to hote hi nahi the
Em C D C Em
Dil to hamara hai, jaane galat kya, sahi yeh
Em C D C Em
Kitna the chahte par ab tumko yaad naa aate hum
Verse 2
C D Em
Kya yaad tumko tum humko inaam the kehte?
Em C D C Em
Karte the kitna kuchh paane ki chaah mein pehle
D C D C Em
Ab yeh inaam ka tum pe ilzaam hai, jaanaan
D C D C Em
Dil hai gawah, jeete jabse ho, tumko hai haara
C
Cheezein badalti hain, itna humne bhi maana
C
Itna badal jaaoge, jaana kisne tha, jaanaan
D Em
Jo tha parvaana, ab usko parvah naa, kyun?
C D C
Bridge
Em C D C Em
Dil mein baat kya hai, haan, bolo humse
Em C D C Em
Chahta aur kya hai, haan, bolo humse
C D C
Kya kami yahaan hai, haan, bolo humse
C D C
Jo kaha, mila hai, haan, bolo humse
C D C
Badle mein bhala hai, haan, bolo humse
C D C Em
Maanga tumse kya hai, hai maanga zara sa hi
C D D
Kya hi, kya, haaye
Verse 3
Em C D C Em
Bas jo khat likhe the tumne, unhe padh bhi lo zara
C D Bm C Em
Vaade kiye the jo bhi, nibhaao naa aise kabhi
C D C D Em
In vaadon ki syaahi abhi sookhi hi kahaan
CM7 D Em
Hai tumhari hi likhaayi, ya bhoole ho yeh bhi?
C D C Em
C D C x4
Verse 4
Em C D C Em
Kehne ko "Waah-waah, tum phir se inaam ho jeete"
Em C D C Em
Chehre pe muskaan par aankhein hai khush naa kahin se
D C D C Em
Humne kaha tha, "Hum jaanen tumko tumse zyada"
D C D C Em
Shayad galat the par itna to humne hai jaana
Em C D C Em
Har wo inaam qadar ke bina hi hai waise
Em C D C Em
Ghar pe padi dhool khate khilaunon ke jaise
Em C D C Em
Pal bhar behlaaein par dil ko khush naa kar paayen yun
Outro
Em C D C Em
Ghar baithe likhta tha dil ki kahaani meri
Em C D C Em
Chaaron taraf thi deewarein, deewanon se hi
Em C D C Em
Kehta tha, "Ik din jahaan hoga haathon mein, haan"
Em C D C Em
Jo tha gumnaamon mein, ab ho inaamon pe bhi
Em C D C Em
Qaidi hai, qaid hi hai phir bhi deewaron mein hi
Em C D C Em
Naamumkin khwaabon mein naakhush udaanein meri, ah, ah
If you can not find the chords or tabs you want, look at our partner E-chords. If you are a premium member, you have total access to our video lessons.
If you find a wrong Bad To Me from Anuv Jain, click the correct button above.